Diary of a day trader - Part 2

EagleOne

Well-Known Member
EAGLE ONE sir ji looking to long natural gas above 235.1 aapka kya view hah s/l 234.5
I was busy having tea etc. Haath se nikal gaya, bhai. SL bahoot mota hai iss waqt, faida nahin. Ab dekh raha hoon. Perhaps after 7 pm koi moka mile
 

soft_trader

Well-Known Member
Just burnt my hands badly in NG. It was looking like a bounce and I bought @ 240.20 --- Crashed immediately after I bought. Sold @ 238.70

I did't even got the time to place my SL.
 

EagleOne

Well-Known Member
Not a good area to trade.

gold ki movement bhi bahoot erratic hai yaar iss waqt. Main toh iss se door hoon. 500-600 point aur gire toh long jaane ki sochoonga, depends .
 

EagleOne

Well-Known Member
crude 120 point bhaag gaya. Saali nifty ki options khelte khelte ye bhi nazar nahin aaya. :D
 

EagleOne

Well-Known Member
Just burnt my hands badly in NG. It was looking like a bounce and I bought @ 240.20 --- Crashed immediately after I bought. Sold @ 238.70

I did't even got the time to place my SL.
Abey, toh short kyon nahin kiya ussi waqt?
 

EagleOne

Well-Known Member
Dimag hang ho gaya tha :annoyed:
Kya deemag omnesys ke bugy Nest pe chal raha tha, bhai saheb. Ya BSNL ke connection pe. :lol:


Lo apni light gayi idhar. Laptop on karta hoon.
 

EagleOne

Well-Known Member
ab ng haath nahin lagane de raha. Kal iss ki expiry hai na, bas uchal kood karega aur deemag kharab karega jo ab koi ghusa isme.
 

EagleOne

Well-Known Member
Achanak itna bada jhatka, mera chota sa nannha sa dimag sambhal nahi paya :p
Bas 1 june tak hi commo mein rehna hai. Uske baad apni bano (bnf) ke baahon mein wapis, sada sada ke liye...kabhi kabhi uski choti behan NF se maje le liya kareinge expiry ke time mein! ;) :lol: :lol:
 

Similar threads